Reported Nal jal Yojna in H83Q+8FF, Kuchaikote, Bihar 841501, India

error

dear sir mai chandan sharma ke nam se pmvishawkarma yojna ka aawedan kiye hai mera from abhi mera garm panchayat me hai mere yaha ke mukhiya ji mujhe bahut pareshan kar rhe kahta hai ki kal aana parso aana ese kar ke 10 deno pareshan kar chuke hai aapse nuwedan hai ki mera aawedan ko kripaya kar ke aage badhanw ki aadesh ki jaye mai apka sada abhari rahuga sir